Wednesday, May 23, 2007

DUKH DURBHAGYA- BHARAT BHAGYA VIDHATA

Dayniya dasha ka chitran- made by Nirala in his poem "Bhikshu"

Vah aata

Do took kaleje ke karta pachhatata path par aata,

Pet peeth dono milkar hain ek

Chal raha lakutia tek,

Mutthee bhar danon ko, bhookh mitane ko,

Munh fatie purani jholi ka failata,

Do took……..

Sath do bacche bhi hain sadan hath failae,

Baien se ve malte hua pet ko chalte ore dahina daya drashti

pane ke or badhaie,

Bhook se sookh owth jab jate,

Data bhagya vidhata se kya pate?

Ghoont aonsuon ke pikar rah jate,

Chat rahe jhooti pattal ve sabhi sarak par khare hua,

Ore jhapat lene ko unase kutte bhi hain arthe hua.

Thanks my dear Indian.

No comments: