Thursday, May 24, 2007

MY LIFE

Shaili he mera jeevan hai,

Vyavhar meri kala hai,

Yogyata meri prakriti hai,

Swabhav mera roop ore

Bhasa mera gyan hai.

Jyoti mera path, sangharsh mera kartvya hai

Ore parishram mera phal.

Doosaron ka aadar meri bhavna hai

Samman dena meri satwik udarta.

Prasannata meri shakti hai,

Dridh vishwas mera swabhiman.

Krodhvas swabhavik kathorata meri chetavani hai, shakti avam satya ka pratik hai. Sahanshilta meri samajik naitikta hai ore udarta ka pratik bhi hai. Dhanyavad!

No comments: